Ye sab sochte sochte mujhe nind aa gayi aur main so gayi sham ko 5 baje Didi ne mujhe jagaya mujhe pani diya chay di aur boli kya hua sote hi rahena hai kya sham ke 5 baj rahe hai uth jao ab naha lo thakan kuch kam ho jayegi maine uthne ki koshish ki par bahut dard ho raha tha mere hath aut pair me to didi ne mujhe sahara dekar bithaya and puchha bahut dard ho raha hai kya to main kuchh
0 Comments