aaj subah me kal ke photo upload kiye par raat bhar sochti rahi ke amit ke mahendi laga to di kal par wo kya soch raha hoga gussa bhi hoga mujhse bechara meri hi galti thi mana bhi kar raha tha par kasam ke chakkar me kuchh kar bhinahi pa raha tha ke uth kar chala jaye ab to prabhu so kar uthe tab bhi hi pata chalega k kaise react karta hai tabhi chain pade. fir main naha kar taiyar
0 Comments